Skip to main content

What is bitcoin and how does it work - Hindi

What is bitcoin and how does it work? Bitcoin kya hai explained in hindi

Hello friends, badlte samay k saath buhut kush badal raha hai. Kush samay pehle jab aap ghar se bahar jate the toh apne pocket me wallet rkh kr jaya krte the. Uske kush time k baad aap credit card le kr jaane lagge aur ab badlti duniya me currency ka istemal online v kr skte hai. Jiss k liye na toh aapko wallet ki jrurat hai aur na hi credit card ki. Aap apne paise ko online rkh skte hai. Is internet k time me use hone wali currency ka naam hai bitcoin. Jisse kush samay pehle buhut kam log hi jaante the lekin aaj sabhi k muh par virtual currency ka naam hai. Aise me aap v bitcoin k baare me janana chahte honge aur aapke man me v aaya hoga what is bitcoin and how does it work? Toh chliye ashe se jaan lete hai bitcoin kya hai.
What is bitcoin explained in hindi
  • What is bitcoin - Bitcoin ek digital ya virtual currency hai jisse digital wallet kaha jata hai aur ye open source hone k karan isse koi v use kr skta hai. Bitcoin ka istemal kahi par v kiya ja skta hai. Lekin aap isse dekh ja toch nhi kr skte. Isse aap khride gaye points ki tarah v samah skte hai. Jisse aap apne bank me v transfer kr skte hai. Aur usse aap apni country ki currency me v badal skte hai. Ye ek Undisclosed currency hai matlabis par control aur nigaraanee rkhne k liye koi bank, authority ya government nhi hai. Is global currency ka Invention (आविष्कार) Santoshi Nakomoto ne 2009 main kiya tha.
  • Bitcoin ki value kya hai - Bitcoin ki sabse choti unit santoshi hoti hai aur 1 bitcoin = 10crore santoshi hata hai. Jaise 1 rupee me 100 paise hote hai vaise hi bitcoin me v 10crore santoshi mil kr 1 bitcoin banate hai. Bitcoin ki value hamesha ek jaisi nhi rehti balki hamesha badalti rehti hai. Aap google ne ja kr search kr dekh skte hai k bitcoin ki kitni kimat chal rhi hai.

Where can you use bitcoin:-

Online shopping me
Duniya me kahi v paise send or recieve krne k liye
Payment krne k liye
Paise earn krne k liye
Bitcoin ko khridne k illawah sell v kiya ja skta hai.

Read Also:-

Bitcoin k benefits:-

Bitcoin exchange ki kam fees lagti hai. Isse duniya me kahi v buy aur sell kiya ja skta hai.
Is par government ka oi control nhi hota hai.

Bitcoin k loss:-

Is par kisi v authority, bank ya government ka control nhi hone k vajah se iski value low high hoti rehti hai.
Bitcoin hack hone par wapas nhi liye ja skte.

Bitcoin ko local currency se buy aur sell v kiya ja skta hai aur kisi service ya cheej ko sell kr v bitcoin buy kiye ja skte hai. Kisi website ja app se v bitcoin earn kiye ja skte hai. Bitcoin buy krte samay aapko ek unique address diya jata hai. Uske baad bitcoin ko wallet me add kr skte hai.

Friends, apko hamari ye post kaisi laggi. Agar aapko bitcoin se releated koi v question hai toh aap mujhe niche comment kr puch skte hai. Aur kisi v question k liye comment kre aur hamari post ko share kre.

Comments

Popular posts from this blog

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi]

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi] Aaj ki online Lifestyle Mein internet user ki Raftaar buhut teji se badh rahi hai online shopping Mein Se Lekar online business karne Tak buhut se trike Hamare Samne aa rahe hain iska sabse Jyada fayda Yeh hai agar aapke paas ek unique idea hai toh aap online bussines shuru kar sakte hain aur isme online investment ke bawjud bhi aap kuch hi Samay Mein Ek accha amount kma sakte hain Aise Mein Aaj baat karte hain online paise kamane k baare me. K aap kon kon se triko se paise kma skte hai. How to earm money online How to earn money online - Blogging - Agar aap apne vichar Duniya ke sath share karna chahte hain to uske liye blogging achha business option hai jis mein Ek blog ya website bna Kar usme article published Kiye Jate Hain aur Agar apke blog logo ko achha lagta hai aur aapke blog par visitor ki sankhya badh Jati Hai Tu Aise Mein blog se ashe paise Kama sakte hain. Ho sakta hai k naye business Ki Tarah aapko isme Teji s

What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi

Artificial intelligence kya hai? What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi Hello friends, AI means artificial intelligence k baare me toh aapne suna hi hoga. Kya aap jante hai k artificial intelligence kya hai. Agar nhi toh aap is post ko pura padhe aaj ham isi k baare me baat karenge k aakhir artificial intelligence kya hoti hai aur yeh future k liye kyun dangerous hai. AI means ability of a computer program or a machine to think and learn hindi me bole toh (कृत्रिम बुद्धिमत्ता कंप्यूटर) yani aisi machines jo soch aur samaj rakhti ho. Usse AI kaha jata hai. Jiski suruaat 1950 me hui thi. Aur iska maksad tha ek aisi machine banana jo bilkul human's ki tarah ho aur human's ki nakal kr ske. Aisi technology k baare me aapko v janna chahiye taki aap v is technology se advance me hi jankari mil jaye. Human's me yeh quality pai jati hai k woh soch aur samaj skte hai. Thik usi tarah se aisa system develop krna jo artificial way se sochne,

Where is google office's in india - Mumbai, Gurgaon, etc.

Hello friends, aaj ham aapse baat karne waale hai. Where is google office's in india? Friends aap me se buhut se log is baare me janna chahte honge. Toh friends aaj ham aapko google k office's k baare me btane waale hai. Jo india me alag alag city me hai. Ham aapko sabhi google office's k baare me btayege. So let's get started. Friends, agar aap blogger ya google service's ko use karte hai aur aapko koi problem hai toh aap google office me ja kar usse solve kr skte hai. India me Mumbai, Banglore, Gurgaon and Hyderabad me google office available hai. World wide google k 100 se v jayada office's aur headquarters hai. Lekin hum aapko india k google office's aur headquarter ka baare me btayege. Where is google office's in india? Friends, agar aap google office me jana chahte hai to aapko google ka invention milta hai. Google me naye events hote rehte hai toh aap unse request kr k invention le skte hai india me 3-5 palaces par google office hai.