Skip to main content

How to create A blog on blogspot - Hindi [Easy steps for begginers]

How to create A Free blog on blogspot in hindi guide

Hello friends, aaj ham aapse blog ko blogspot k free platform par create krne k baare me btane wale hai. Blogspot ek free google ka platform hai aur aap is me free me blog create kr skte hai. Aapko kisi v parkar ki koi v investment ki koi jrurat nhi padti. Toh chliye jaante hai how to create A Free blog on blogspot. Let get start it.

Friends aap toh jaante hi honge blogging kya hai agar aap nhi jaante toh aap hamara ye article blogging kya hai ko padh le. Is se aap ko pta lag jaiga blogging kya hai. Aur phir aap aage ka process v jaan paige.

Friends aaj kal har kisi k paas ek blog hona ashi baat hai. Aap apne blog k jariye apne thoughts ko logo k sath share kr skte hai. Aur logo tak apni baat bhej skte hai. Blog k jariye aap logo ki help v kr skte hai. Aaj k time me blog ek buhut ashi chej hai. Blog k jariye aap paise v kma skte hai. Aur blog se aap buhut se paise v kama skte hai.

Friends, blogging koi aasan chej nhi hai. Pehle k time me blogging buhut aasan thi lekin ab blogging thodi mushkil ho gyi hai. Lekin aisa nhi hai k aap blogging nhi kr skte. Agar aap koshish karoge toh aap blogging jrur sikh jaoge. Aur blogging se buhut se paise v kma paoge.
How to create a blog free blog on blogspot

How to create a free blog on blogspot

Friend's, agar app blogging me new hai toh aap ko sabse pehle blogger par hi blog banana chaiye. Aur aap ko koi v investment nhi krni chahiye. Agar aapse blogging nhi ho paye toh aapka kisi v tarah ka nuksaan na ho. Phir jab aap ashe se blogging k baare me jaan jaoge toh phir aap wordpress par shift ho skte ho. Toh chliye aapko blogger me free blog banane k steps btate hai.

Step 1

Sabse pehle aap blogspot.com par jaiye. Aur phir apne google account me login kre. Agar aap ke paas google account nhi hai toh aap new google account create kr le.

Step 2

Login krne k baad app "new blog" par click kre. 

Step 3

Ab aapke samne new window open hogi. Usme aapko kush information add krni padegi. Sabse pehle aapko blog ka naam choose kr usse title me add kr dena hoga.

Step 4

Ab aapko blog ka address choose krna hai. Blogspot me blog ka address free provide kiya jata hai. Lekin aapke blog ke address k saath .blogspot.com v add hoga.
Note:- Jab aap apne blog ka address choose krne rhe ho toh aap words k vich me space ja symbols ka use na kre.

Step 5

Blog ka address choose krne k baad aapko blog ka template choose krna hoga. Blogger me aapko free me blog k templates mil jaate hai. Aap unme se ek ko choose kr le.

Step 6

Jab aap blog me sab steps ko pura kr liya hai toh aap "create a blog" par click kr de. Aur aapka blog ready ho jaiga.

Conclusion

Friends, blogspot ek free platform hai. Aap blogspot par free me blog create kr skte hai. Aur aap without any investment k blog create kr usse earning kr skte hai. Blogger is best platform for begginers. 

Friends, agar aap ka koi question hai toh aap niche comment box me puch skte hai. Ham aapke question ka jaldi reply dene ki koshish karenge.

Comments


  1. I read this post your post so nice and very informative thanks for sharing this post

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi]

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi] Aaj ki online Lifestyle Mein internet user ki Raftaar buhut teji se badh rahi hai online shopping Mein Se Lekar online business karne Tak buhut se trike Hamare Samne aa rahe hain iska sabse Jyada fayda Yeh hai agar aapke paas ek unique idea hai toh aap online bussines shuru kar sakte hain aur isme online investment ke bawjud bhi aap kuch hi Samay Mein Ek accha amount kma sakte hain Aise Mein Aaj baat karte hain online paise kamane k baare me. K aap kon kon se triko se paise kma skte hai. How to earm money online How to earn money online - Blogging - Agar aap apne vichar Duniya ke sath share karna chahte hain to uske liye blogging achha business option hai jis mein Ek blog ya website bna Kar usme article published Kiye Jate Hain aur Agar apke blog logo ko achha lagta hai aur aapke blog par visitor ki sankhya badh Jati Hai Tu Aise Mein blog se ashe paise Kama sakte hain. Ho sakta hai k naye business Ki Tarah aapko isme Teji s

Where is google office's in india - Mumbai, Gurgaon, etc.

Hello friends, aaj ham aapse baat karne waale hai. Where is google office's in india? Friends aap me se buhut se log is baare me janna chahte honge. Toh friends aaj ham aapko google k office's k baare me btane waale hai. Jo india me alag alag city me hai. Ham aapko sabhi google office's k baare me btayege. So let's get started. Friends, agar aap blogger ya google service's ko use karte hai aur aapko koi problem hai toh aap google office me ja kar usse solve kr skte hai. India me Mumbai, Banglore, Gurgaon and Hyderabad me google office available hai. World wide google k 100 se v jayada office's aur headquarters hai. Lekin hum aapko india k google office's aur headquarter ka baare me btayege. Where is google office's in india? Friends, agar aap google office me jana chahte hai to aapko google ka invention milta hai. Google me naye events hote rehte hai toh aap unse request kr k invention le skte hai india me 3-5 palaces par google office hai.

What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi

Artificial intelligence kya hai? What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi Hello friends, AI means artificial intelligence k baare me toh aapne suna hi hoga. Kya aap jante hai k artificial intelligence kya hai. Agar nhi toh aap is post ko pura padhe aaj ham isi k baare me baat karenge k aakhir artificial intelligence kya hoti hai aur yeh future k liye kyun dangerous hai. AI means ability of a computer program or a machine to think and learn hindi me bole toh (कृत्रिम बुद्धिमत्ता कंप्यूटर) yani aisi machines jo soch aur samaj rakhti ho. Usse AI kaha jata hai. Jiski suruaat 1950 me hui thi. Aur iska maksad tha ek aisi machine banana jo bilkul human's ki tarah ho aur human's ki nakal kr ske. Aisi technology k baare me aapko v janna chahiye taki aap v is technology se advance me hi jankari mil jaye. Human's me yeh quality pai jati hai k woh soch aur samaj skte hai. Thik usi tarah se aisa system develop krna jo artificial way se sochne,