Skip to main content

What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi

Artificial intelligence kya hai? What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi

Hello friends, AI means artificial intelligence k baare me toh aapne suna hi hoga. Kya aap jante hai k artificial intelligence kya hai. Agar nhi toh aap is post ko pura padhe aaj ham isi k baare me baat karenge k aakhir artificial intelligence kya hoti hai aur yeh future k liye kyun dangerous hai.

AI means ability of a computer program or a machine to think and learn hindi me bole toh (कृत्रिम बुद्धिमत्ता कंप्यूटर) yani aisi machines jo soch aur samaj rakhti ho. Usse AI kaha jata hai. Jiski suruaat 1950 me hui thi. Aur iska maksad tha ek aisi machine banana jo bilkul human's ki tarah ho aur human's ki nakal kr ske. Aisi technology k baare me aapko v janna chahiye taki aap v is technology se advance me hi jankari mil jaye.

Human's me yeh quality pai jati hai k woh soch aur samaj skte hai. Thik usi tarah se aisa system develop krna jo artificial way se sochne, samjhne aur sikhne ki ability rkhta ho. Aur aisi machine banani jo human's se asha reponse de, usse artificial intelligence kehte hai.

Kai vaar ham robot ko AI samajh lete hai. Jabki robot hi aisa system hai jisme AI dala jata hai. Asal me artificial intelligence ek aisi study hai. Jisme ek software develop kiya jata hai jisse computer human's se v asha response de ske. Is artificial intelligence me buhut se subjects hote hai. Ex. Math, Sociology, philosophy aur language ki knowledge v aati hai.

Types of artificial intelligence 


  1. Weak AI - Is se artificial nervous intelligence v kaha jata hai. Yeh kisi Specific device me hi ashe se kaam kr skta hai. Ex - agar aapka computer ludo game khelta hai toh woh ludo game khelne me hi expert rehega. Issi liye usse Weak AI keha jaiga.
  2. Strong AI - yeh ek aisa system hai jissme human's aur machine ka brain equal hota hai. Matlab jo kaam human aaram se kr skta hai woh kaam robot ya machine aaram se kr skti hai is liye isse strong AI ya artificial Wide Intelligence v kaha jata hai.

In dono types k illwah artificial intelligence me Singularity (विलक्षणता) v hoti hai. Jisse robot aur machine human's se kahi behtar soch-samajh aur vichar skte hai. Yani machine human's ko piche chod degi.

Expert system, Game plannin, Speech Recognitio, Neutral language, Robotics, Finance, Computer Science, Weather Forecast and Aviation Ye sab Artificial intelligence ki main applications hai.

AI human's k kaam ko buhut aasan bana degi jo kaam 100 human brain nhu kr skte woh kaam ek machine hi kush seconds me kr degi.

Is tarah se Artificial intelligence hamari life aur kaam krne k trike ko asha aur saral toh bana degi. Lekin ye Facility hamare liye dangerous v ho skti hai. Aap andajah lagga skte hai k kaise ye hamare liye dangerous ho skti hai. Kyunki ab tak artificial intelligence human's k dubara yukt processing se hi chal rhi hai. Lekin yeh machines jald hi khud Decision lene lagegi toh ye human's ko danger me daal skti hai.
Iska andajah aap un films se lagga skte jinme robots ne human's ki Instructions (निर्देशों) ko follow krne k illawah apni soch se brain se kaam krna suru kr diya tha. Aise me ye jruri hai machines ko Skilled (कुशल) jrur banaya jaye taki hamari problems solve ho ske lekin machine aur technology human k haath me hi honi chahiye toh hi isse advancement (तरक्की) kaha ja skta hai. Nhi toh ye Advancement (तरक्की) khatre ki ghanti baja skti hai.

Aaj ki post me bas itna hi. Agar aap artificial intelligence k dager k baare aur v janana chahte hai toh niche comment box me comment kre. Post ashi laggi toh share kre Aur aap chahe toh muje instgram par v follow kr skte hai.

Comments

Popular posts from this blog

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi]

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi] Aaj ki online Lifestyle Mein internet user ki Raftaar buhut teji se badh rahi hai online shopping Mein Se Lekar online business karne Tak buhut se trike Hamare Samne aa rahe hain iska sabse Jyada fayda Yeh hai agar aapke paas ek unique idea hai toh aap online bussines shuru kar sakte hain aur isme online investment ke bawjud bhi aap kuch hi Samay Mein Ek accha amount kma sakte hain Aise Mein Aaj baat karte hain online paise kamane k baare me. K aap kon kon se triko se paise kma skte hai. How to earm money online How to earn money online - Blogging - Agar aap apne vichar Duniya ke sath share karna chahte hain to uske liye blogging achha business option hai jis mein Ek blog ya website bna Kar usme article published Kiye Jate Hain aur Agar apke blog logo ko achha lagta hai aur aapke blog par visitor ki sankhya badh Jati Hai Tu Aise Mein blog se ashe paise Kama sakte hain. Ho sakta hai k naye business Ki Tarah aapko isme Teji s

Where is google office's in india - Mumbai, Gurgaon, etc.

Hello friends, aaj ham aapse baat karne waale hai. Where is google office's in india? Friends aap me se buhut se log is baare me janna chahte honge. Toh friends aaj ham aapko google k office's k baare me btane waale hai. Jo india me alag alag city me hai. Ham aapko sabhi google office's k baare me btayege. So let's get started. Friends, agar aap blogger ya google service's ko use karte hai aur aapko koi problem hai toh aap google office me ja kar usse solve kr skte hai. India me Mumbai, Banglore, Gurgaon and Hyderabad me google office available hai. World wide google k 100 se v jayada office's aur headquarters hai. Lekin hum aapko india k google office's aur headquarter ka baare me btayege. Where is google office's in india? Friends, agar aap google office me jana chahte hai to aapko google ka invention milta hai. Google me naye events hote rehte hai toh aap unse request kr k invention le skte hai india me 3-5 palaces par google office hai.