Skip to main content

What is spyware full explained in hindi

Spyware kya hota? what is spyware in hindi full explained

Hello friends, aap Spy matlab jassosi k kaam toh aap jante honge k kis tarah ek jassos kisi person se judi choti se choti har information pta laga lete hai aur dusre person ko bhej deta hai aur jab baat electronic world ki ho toh jasoosi k trike v alag ho gye hai yani computer me se personal information ko nikal kr kisi aur person ko dene wale ka kaam krne wale ko jasoos kehte hai. Aise main aapko bhi spyware ke baare mein Jankari rakhni chahiye taki aap usse secure reh paye. Toh chaliye Jante Hai spyware ke baare mein.

Spyware Ek Aisa software aata hai jo apke computer aur mobile se sari personal jankari Ko Chura leta Hai Jo aapke liye Jaroori hoti hai jis ki chori hone se aap bahut badi problem mein padh sakte hain aur iska galat istemal hota hain Jinse aap ko Khatra ho sakta hai aur iss ke liye spyware Gmail account hack karne aur bank account details Chori karne jaise kaam karta hai aur iska user ko pata bhi nahi chalta k ye kab mobile ya pc mein aa jata hai.
What is spyware and how does it works in hindi

  • How to enter spyware in computers - aap soch rahe Honge Ke Bina install kiye Yeh spyware Kaise aapke computer ya mobile mein ghus Jaate Hain iska jawab Hai k aap kuch aise galtiyan kar Baithe Hain Jinke vajah se spyware aapke personal data ko chura lete hai. Aap ko Hamesha se Kaha jata hai ki aap Hamesha official website hi khole. Lekin movie, games, Jaisi chijo Ke Liye Hum choti moti website open kar lete hain aur Torrent ka use karte hain Torrent mein kuch files ke sath spyware bhi Hota Hai jo aapke computer ya mobile mein install ho jata hai aur user ko pata bhi nahi chalta.
  • How to work spyware - Buhut si files me spyware hidden hote hai. Ek normal user issr detector nahi kar Pata. Jab aap ka device Internet se connect hota hai aur usme koi bhi detail daali jati hai ya koi personal info check Karte Hain toh yeh aapki Jankari Ko Chura leta hai aur sari information us person tak pahunche deta hai Jisne aapke computer mein spyware ki entry Kari hoti hai Phir Woh Insaan person aap ki personal information ka galat use karta hai aap ko dhamki deta hai aur aap ke bank account ko Khali v kar sakta hai aur Gmail account ka galat istemal kr skta hai Jisse aapko buhut si problem me daal skta hai.
  • How to protect from spyware - Agar aap apne computer or mobile mein ek accha antivirus use karte hain to aap is spyware se buhut jayada safe reh sakte hain. Antivirus ko Samay Samay par update karte rehna chahiye. Aur PC ko scan karne se bhi spyware Ka Pata Chal jata hai Iske bacha ya skta hai. Iske illawah app Internet par koi bhi Jankari search kre toh only authentic website par hai search kare. Toh aap safe reh skte hai.

Dosto Umeed hai aapko pata chal chuka Hoga Ki spyware Kya Hai aur Kitna Khatarnak ho sakte hain aur usse Kaise bacha Jaye aur Hame kya kya karna chahiye is spyware se bachne k liye.

Friends, aapko Aapko Hamari Ye post achi lagi toh post ko share kre. Agar aapka koi bhi  question ho to aap niche comment box mein pooch sakte hain.

Comments

Popular posts from this blog

SD card kya hai aur yeh kitne types k hote hai explained in hindi

SD card kya hai aur yeh kitne types k hote hai in hindi Hello friends, Agar aap smartphone, camera, aur laptop use Karte Hain Toh aap SD card Jani memory card ke baare mein Jante Honge. Sd card me data store Kiya jata hai aur Iske storage capacity alag alag hoti hai. lekin kya aap Jante Hain Ke Jo memory card aapke phone mein laga hua hai wo kis type ka aur kis category ka hai agar nhi toh chliye jaan lete memory card kya hai aur kitne types ke Hote Hain. What is SD card and how many types What is SD card - SD card means secure digital card ko usually memory card Kaha jata hai. mobile, camera, laptop Ja other gadget Mein iska istemal data store karne ke liye Kiya jata hai. SD card is data ko sambhaal kar Rakhta Hai. Aajkal aise aise smartphone aa rahe hai jinki storage capacity pehle se Adhik hoti hai lekin ek time Aisa aata Hai Jab aap ka data jyada ho jata hai aur aap ko SD card ki jarurat padti hai toh  Chaliye Jante Hain SD card kitne Prakar ke Hote Hain? SD card ty...

CVV/ CVC number kya hai full explained in hindi

CVV/ CVC number kya hai full explained in hindi Online transaction k iss time mein Jayada logo ke paas credit or debit card Hote Hain Jis Se payment karna buhut Aasaan ho jata hai CVV or CVC in hi credit or debit card se sambandhit code hai Aise Mein ye Jaana Jaroori Hai k teh code itne jruri kyu Hote Hai. Toh chliye jante hai in k baare me. Aapne Apne card par Piche ki taraf 3 ya 4 digit ka number jrur Dekha hoga Bahi aap ke card ka CVV number Hota Hai online transaction ke Samay yeh 3 ya 4 digit ka CVV number Pucha jata hai aur agar aap ke number nahi enter karte Tu payment Adhuri reh jati hai. CVV ki full form hoti hai - card verification value aur CVC ki full form card verification code hoti hai. Hamare debit or credit card par kush code Hote Hain jinhe card security code (CSC) kehte hain Aaj Hame Apne Maestro card or debit card par Jo CSC Dikhai deta hai iska Avishkar 1995 Mein UK ke Michael Stone ne kiya tha aur iski checking hone ke baad Association of payment clearin...

Ghar par online paise kaise kamaye simple tips [hindi]|

Ghar par online paise kaise kamaye simple tips [hindi] Hello friends, aajkal log Ghar Baithe online Paisa Kamana Chahte saath hi v Apna thoda time bachakar Kar dusra kaam bhi kar lete hain waise to online job se Judi Jankari internet par Hazaron sites par mojud hai lekin aapko wahan se Jankari Le Kar Kisi Aise kaam ko choose karna padega Jahan Par trust k saath Kaise paise kamate hai. Online Paisa kamane ke liye buhut tarike hai lekin aapko patience Rakhna padega Kyunki is se aap turant, amir nahi ban Sakte aap Jitna work Karenge utna hi Paisa Kama Sakenge agar aap Har EK Kaam ke liye computer ka istemal nahi karna chahte hain to App mobile Ke jariye Bhi paise Kama sakte hain. Hum Jahan aap ko Aise online job ke baare mein Batane ja rahe hain Jis Se aap Ghar Baithe aasani se paise Kama sakte hain. Freelance writing - online Paisa kamane ke tarike main freelancer writing aaj kal sabse Zyada popular hai freelance writing Ke zariye Log mahine mein Lakho rupees earn kr rahe ha...