Skip to main content

Fingerprint scanner kya hai aur yeh kaise kaam krta hai - Hindi

Fingerprint sensors kya hai aur yeh kaise kaam krta hai full explained

Aaj kal every office mein employees ki presence aur unhone kitne time tak work kiya uska record rakhne ke liye fingerprint sensor (biometric machine) Lagai Jati Hai.
Employees ko everyday office aane ka time par is machine me apni finger rkhni hoti hai aur ye machine finger scan kar aap ke kaam karne aur holidays ka pura record rkhti Hai Lekin kya aapko pata hai ye fingerprint sensor Kaise kaam karta hai to Aaiye Jante Hain fingerprint sensor Kaise kaam karta hai.
Biometric fingerprint sensor
Asal Me sabse Pehle is fingerprint sensor employees ka finger scan krta Hai Aur phir ye finger ki lines ko  match Karta Hai Jiske fingerprint Se Match ho jata hai us employee ki presence enter Ho Jati Hai. Fingerprint thik tarah se kaam krne k liye 3 teps me fingerprint Ki Pehchan krta hai.

Step 1 - Enrollment

Sabse pehle ye fingerprint sensor employee  ke haath Ki fingers ki image save kar lete hai Saathi iss Mein employee ke naam aur dusri Jankari enter ki Jati Hai.

Step 2 - Storage

Fingerprint sensor fingers ki jo image leta hai usse ek unique Mein Badal kar computer main store kr diya jata hai ab computer Mein Ek khas software ke zariye ungliyon ki lines k base par ek  pattern ke banta hai aur is pattren k base par har employee ka ek numeric code banta hai.

Step 3 - Fingerprint comparison

Jab Bhi Karamchari fingerprint sensor par apni finger Rakha Hai toh usse ye scan kr yeh numeric code tyaar Karta Hai computer me enter Har employee ke numeric code Ko Data Se Match karta hai aur Jis Karamchari ka data se match krta hai aur jiski match ho jati hai uski presence enter ho jati hai.
Mobile fingerprint sensor

Mobile fingerprint scanner

Aajkal bahut se smart phone mein security ke liye fingerprint sensor Diya Hota Hai tajo  aapka mobile aap ke Alawa Koi Aur khol na sake mobile ka fingerprint be office mein Lage fingerprint machine o Jaise hai kaam karta hai.

Mobile ke fingerprint scanner me sensor Lage Hote Hain mobile me v aapko Diye gaye is scanner par sabse Pehle apni finger scan krni hoti hai. Jis Ke base par woh Ek unique code store kar leta hai. Ab Har Baar Jab Bhi aap apni finger fingerprint sensor par rkhte ho toh woh usse scan kr aapke finger ka ek unique code banata hai aur mobile mein pehle se enter finger ya unique code se match karta hai agar match Sahi hota hai to mobile ka lock khul jata hai.

Friends aapko hamari ye post kaisi laggi ashi laggi toh niche comment box me bataye aur share kare. Aur kisi v sawal k liye aap hamme comment kr skte hai.

Comments

Popular posts from this blog

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi]

Online paise kaise kamaye Best 7 methods [Hindi] Aaj ki online Lifestyle Mein internet user ki Raftaar buhut teji se badh rahi hai online shopping Mein Se Lekar online business karne Tak buhut se trike Hamare Samne aa rahe hain iska sabse Jyada fayda Yeh hai agar aapke paas ek unique idea hai toh aap online bussines shuru kar sakte hain aur isme online investment ke bawjud bhi aap kuch hi Samay Mein Ek accha amount kma sakte hain Aise Mein Aaj baat karte hain online paise kamane k baare me. K aap kon kon se triko se paise kma skte hai. How to earm money online How to earn money online - Blogging - Agar aap apne vichar Duniya ke sath share karna chahte hain to uske liye blogging achha business option hai jis mein Ek blog ya website bna Kar usme article published Kiye Jate Hain aur Agar apke blog logo ko achha lagta hai aur aapke blog par visitor ki sankhya badh Jati Hai Tu Aise Mein blog se ashe paise Kama sakte hain. Ho sakta hai k naye business Ki Tarah aapko isme Teji s

What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi

Artificial intelligence kya hai? What is artificial intelligence and why AI is dangerous for future in hindi Hello friends, AI means artificial intelligence k baare me toh aapne suna hi hoga. Kya aap jante hai k artificial intelligence kya hai. Agar nhi toh aap is post ko pura padhe aaj ham isi k baare me baat karenge k aakhir artificial intelligence kya hoti hai aur yeh future k liye kyun dangerous hai. AI means ability of a computer program or a machine to think and learn hindi me bole toh (कृत्रिम बुद्धिमत्ता कंप्यूटर) yani aisi machines jo soch aur samaj rakhti ho. Usse AI kaha jata hai. Jiski suruaat 1950 me hui thi. Aur iska maksad tha ek aisi machine banana jo bilkul human's ki tarah ho aur human's ki nakal kr ske. Aisi technology k baare me aapko v janna chahiye taki aap v is technology se advance me hi jankari mil jaye. Human's me yeh quality pai jati hai k woh soch aur samaj skte hai. Thik usi tarah se aisa system develop krna jo artificial way se sochne,

Where is google office's in india - Mumbai, Gurgaon, etc.

Hello friends, aaj ham aapse baat karne waale hai. Where is google office's in india? Friends aap me se buhut se log is baare me janna chahte honge. Toh friends aaj ham aapko google k office's k baare me btane waale hai. Jo india me alag alag city me hai. Ham aapko sabhi google office's k baare me btayege. So let's get started. Friends, agar aap blogger ya google service's ko use karte hai aur aapko koi problem hai toh aap google office me ja kar usse solve kr skte hai. India me Mumbai, Banglore, Gurgaon and Hyderabad me google office available hai. World wide google k 100 se v jayada office's aur headquarters hai. Lekin hum aapko india k google office's aur headquarter ka baare me btayege. Where is google office's in india? Friends, agar aap google office me jana chahte hai to aapko google ka invention milta hai. Google me naye events hote rehte hai toh aap unse request kr k invention le skte hai india me 3-5 palaces par google office hai.